Saturday, November 9, 2013

Khana Khilana Aur Salam Karna Islam May Dakhil Hai

Khana Khilana Aur Salam Karna Islam May Dakhil Hai


Khana Khilana Aur Salam Karna Islam May Dakhil Hai
Khana Khilana Aur Salam Karna Islam May Dakhil Hai
Roman Urdu :
Rusoolullah Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Say Poocha Gaya Konsa Islam Behtar Hai ? Rusoolullah Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Nay Farmaya Logon Ko Khana Khilao Aur Jis Ko Jantay Ho Aur Jisay Na Jantay Ho Sab Ko Salam Karo.
Sahih Bukhari : Jild No.1 : Hadees No.27
Hadees Marfooh : Mukarrarat 13 : Muttafiq Alaih 4

English Translation :
Narrated 'abdullah Bin 'amr: A Person Asked Allah's Apostle: "what (sort Of) Deeds In Or (what Qualities Of) Islam Are Good?" He Replied, "to Feed (the Poor) And Greet Those Whom You Know And Those Whom You Don't Know."
Sahih Bukhari : Volume No.1 : Hadees No.27
Book Of Belief

Friday, November 8, 2013

Afzal Tareen Aamaal

Afzal Tareen Aamaal
Afzal Tareen Aamaal
Roman Urdu :
Rusoolullah Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Say Poocha Gaya Kay Konsa Amal Afzal Hai ? To Aap Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Nay Farmaya Kay Allah Aur Uskay Rusool Par Emaan Lana, Kaha Gaya Phir Konsa ? Aap Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Nay Farmaya Allah Ki Raah May Jihad Karna, Kaha Gaya Iskay Baad Kon Sa ? Aap Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Nay Farmaya Hajj Mabroor ( Maqbool Hajj ).
Sahih Bukhari : Jild No.1 : Hadees No. 25
Hadees Marfooh : Mukarrat 19 : Muttafiq Alaih 3

English Translation :
Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle Was Asked, "what Is The Best Deed?" He Replied, "to Believe In Allah And His Apostle (muhammad). The Questioner Then Asked, "what Is The Next (in Goodness)? He Replied, "to Participate In Jihad (religious Fighting) In Allah's Cause." The Questioner Again Asked, "what Is The Next (in Goodness)?" He Replied, "to Perform Hajj (pilgrimage To Mecca) 'mubrur'(which Is Accepted By Allah And Is Performed With The Intention Of Seeking Allah's Pleasure Only And Not To Show Off And Without Committing A Sin And In Accordance With The Traditions Of The Prophet)."